Friday, June 04, 2004

Muhabbat karane vaale...

muhabbat karane vaale kam na ho.nge
terii mahafil me.n lekin ham na ho.nge

zamaane bhar ke Gam yaa ik teraa Gam
ye Gam hogaa to kitane Gam na ho.nge

agar tuu itefaaqan mil bhii jaaye
terii furqat ke sadame kam na ho.nge
[itefaaq:coincidence, furqat:seperation]

Calvin on ...

Self
I'd hate to have a kid like me.

Life
I know, but why isn't it ever unfair in my favor?
-- To dads statement: The world is not fair calvin!

Swear Words
Life's disappointments are harder to take when you don't know any swear words.

Weekends
Weekends don't count unless you spend them doing something completely pointless.

Moms
Moms and reason are like oil and water.

Expectations
I find my life is a lot easier the lower i keep everyone's expectations

Girls
1) Girls are like slugs;they probably serve some purpose, but it's hard to imagine what.

2) Leave it to a girl to take all the fun out of sex discrimination.

Learning
Why waste time learning, when ignorance is instantaneous?



Kabhi Kisi Ko....

kabhi kisi ko mukkamal jahan nahi milta
kahin zameen, to kahin aas-maan nahin milta

[mukkamal: Perfect]

bu-jha saka hai bhala kaun waqt ke shole
ye aisi aag hai jismain dhuan nahi uthta

aisa nahi zamane main pyaar na ho
jahan um-meed ho iski wahan nahi milta

Thursday, June 03, 2004

Nothing Else Matters

... And nothing else matters

Never opened myself this way
Life is ours, we live it our way

Never cared for what they do
Never cared for what they say
Never cared for games they play
Never cared for what they know
But I know

Every day for us something new
Open mind for a different view
Forever trusting who we are

... And nothing else matters

'Metallica'

Tears

And with tears of blood he cleansed the hand,
The hand that held the steel:
For only blood can wipe out blood,
And only tears can heal.

--Oscar Wilde "The Ballad of Reading Gaol"

Dil-e-NaAdan

dil-e-naadan tujhe hua kya hai
aakhir is marz ki dawa kya hai

jaan tum pe nisaar karta hoon
ye nahi jaanta dua kya hai

hum hain mushtaq aur wo bezaar
ya ilaahee! ye maajra kya hai
[ mushtaaq = interested, bezaar = displeased/sick of ]

hamko unse wafa ki hai ummeed
jo naheen jaante wafa kya hai

'Ghalib'

Wednesday, June 02, 2004

Beqaraari

Waqt do mujh par kathin guzre hain saari u'mr mein
Ek tere aane se pehle ek tere jaane ke ba'ad

- 'Daag'

Humne maana ke taghaful na karoge lekin
khaak hojaenge hum tum ko khabar hone tak

- 'Ghalib'

Deedaar

Dekhe se unke, aa jaati hai ko muh pe raunak
samajhte hain beemar ka haal achha hai..

humko maalum hai jan-nat ki haqueqat lekin
dil ko kush rakhne ko ye khayal accha hai..

'Ghalib'

Ranjish hi sahi

ranjish hi sahi , dil ko jalane ke liye aa
aa phir se mujhe chod kar jaane ke liye aa

maana ki aate hain tumhe na aane ke bahane
kabhi to na jaane ke liye aa

maana ki mohabbat ka chupaana hai mohabaat
chupke se kisi roz jatane ke liye aa

ab tak dil-e-khush_fahm ko hai tujh se umiden
ye Aakhiri sham'eN bhi bujhane ke liye Aa